댓글
wetwater 2019년 7월 18일 오전 1시 21분 
Aur mere max points ki limit to sirf 1000 thi shayad, aur jab bhi mei koi achievement us waqt unlock karta tab tab mujhe kuch points milte
wetwater 2019년 7월 18일 오전 1시 20분 
Us waqt to maine sirf overcooked kharidi thi
wetwater 2019년 7월 18일 오전 1시 19분 
Bhai tu sahi keh raha hai , lekin us waqt jo achievement milta tha usko bhi points mei badal sakte the jaise meine la noire , overcooked aur csgo mei us waqt achievements unlock kiye to unko maine points mei badalkar badge upgrade kiya.
V.J~evil 2019년 7월 17일 오후 12시 59분 
Arre tu je rules nhi pta grand prix ke lgta hai tumhare max points tumne kita buy kia hai upr depend krta tha , isliye tere itne lvl bhde, achievements to mere pr 3k+ hai pr meri points ki max limit poch gyi thi xD
wetwater 2019년 7월 17일 오전 2시 09분 
Itna paisa nahi hai mere pas ki mei steam mei badge upgrade karne ke liye kharch karu, mere wishlist mei abhi bhi bohot si games hai jinhe mujhe karidna hai
wetwater 2019년 7월 17일 오전 2시 06분 
Grand Prix 2019 ke waqt game achievements se points mil rahe the
wetwater 2019년 7월 17일 오전 2시 04분 
Nahi bhai sirf achievement's se points kama ke badge ko level up kiya
V.J~evil 2019년 7월 16일 오후 9시 02분 
Sahi hai, bhot paise khrch kiye hai tu ne steam mai xD
wetwater 2019년 7월 16일 오전 4시 54분 
Steam Grand Prix 2019 ke badge ko lvl 182 ka karke mere profile ka level 6 se 56 ho gaya , wo bhi sirf ek hafte mei.
V.J~evil 2019년 7월 15일 오전 4시 42분 
56 lvl GG